Tum tum nahi rehe
Hum hum nahi rahe
Bahot kuch badal gaye ho
Tum jo
K aaj wo baat nahi rahi
Galat samji thi! Ya samj rahi hu
Ye Bata do zara sa
K dhua dhua hai yaado
Ka sailab
Hum hum nahi rahe
Ye samj nahi sakte
Hum khud,
Ke bahala tere badal ne se
Ye konsa thehrav aya hai
Kya ye koi mod hain zindgi ka
Ya fir koi surkh saya hai
Ke samaj hi nahi pa rhe
Konsi yaad hai teri
Kya ho tum jo abhi
Wo hi tum the kya pehle kabhi
Ya fir maine hi sawara tha tuje
Un jazbato me
Jo tere the hi nahi kabhi
Kya tum tum nahi rhe
Ya tum tum na the
Kya mai mai nahi rahi
Ya mai mai na thi
No comments:
Post a Comment